Monday, April 23, 2007

Naat Shareef

Noor Wala aya hai Noor le ker aya hai

saare alum mein ye dekho kaisa noor chaaya hai

Asalatu Wasalamu Alaika Ya RASOOL ALLAH

Asalatu Wasalamu Alaika Ya HABIB ALLAH


Jub thalak ye chand thaare jil milaathe jaayen ge

Thub thalak Jashne Wilaadath hum manaathe jaayan ge


Asalatu Wasalamu Alaika Ya RASOOL ALLAH

Asalatu Wasalamu Alaika Ya HABIB ALLAH


Un ke Aashiq Noor ki shamme julaathe jaayen ge

Jub ke faasiq burr buraathe dil jilaathe jaayen ge


Asalatu Wasalamu Alaika Ya RASOOL ALLAH

Asalatu Wasalamu Alaika Ya HABIB ALLAH


Naathe Mehboob e KHUDA sunnthe sunaathe jaayen ge

YA RASOOL ALLAH ha ka naara lagaathe jaayen ge


Asalatu Wasalamu Alaika Ya RASOOL ALLAH

Asalatu Wasalamu Alaika Ya HABIB ALLAH

Chaar jaanib hum deeye ghee ke jalaathe jaayen ge

Ghar tho ghar saare mahalle ko sajaathe jaayen ge


Asalatu Wasalamu Alaika Ya RASOOL ALLAH

Asalatu Wasalamu Alaika Ya HABIB ALLAH


Hashar thak Jashne Wilaadath hum manaathe jaayen ge

Marhaba YA MUSTAFA ki dhoom machaathe jaayen ge

Asalatu Wasalamu Alaika Ya RASOOL ALLAH

Asalatu Wasalamu Alaika Ya HABIB ALLAH

Subhor sadiq hor gai sab AMINA ke gaar chaley

Noor ki barsaath hor ghi hum nahaathe jaayen ge

AMINA ke ghar mai AQQA ki Wilaadath hor gayee

Khoob joomor ehley imaan eid e MILAAD UN NABI

Awor deewanor cheley sab AMINA ke ghar chaley
Noor sey barr ley daama eid e MILAAD UN NABI

Khoob joomor eh ghunah gharo thumhari eid hey
Ho gaya bakshish ka saama eid e MILAAD UN NABI

Gham ke maro be saharo bas thumhari eid hey
Ho gaya raahath ka saama eid e MILAAD UN NABI

Bai kararo dil figaaro bas thumhari eid hey
Jhoomo heyraan or parishaa eid e MILAAD UN NABI

Noor Wala aya hai Noor le ker aya hai

saare alum mein ye dekho kaisa noor chaaya hai

Asalatu Wasalamu Alaika Ya RASOOL ALLAH

Asalatu Wasalamu Alaika Ya HABIB ALLAH

Subha Thaiba mein huwi buttha hai baara noor ka

Sadqa leney Noor ka aya hai thara noor ka

Asalatu Wasalamu Alaika Ya RASOOL ALLAH

Asalatu Wasalamu Alaika Ya HABIB ALLAH


Baaghe Thaiba mein suhaana phool phoola Noor ka

Maasth bhoo hai bulbullen parthi hai kalma Noor ka


Therri nasle paak mein hai bacha bacha Noor kai

Thoo hai ain e Noor Thera sub gharhaana Noor ka


Noor Wala aya hai Noor le ker aya hai

saare alum mein ye dekho kaisa noor chaaya hai



FREE pop-up blocking with the new MSN Toolbar MSN Toolbar Get it now!

No comments: